@ContactPatwari
Revenue Patwari Prem Prakash Meena राजस्व पटवारी से जुड़ने के लिए मुझे नीचे दिए लिंक्स पर क्लिक करके फॉलोकरे।लाइव बात करने के लिए प्रत्येक संडे8pm यूट्यूब जुड़े
YouTube
YouTube
Instagram
Instagram
Facebook
Facebook
WhatsApp Channel
WhatsApp Channel
Patwari Prem Prakash Meena
Patwari Prem Prakash Meena
Revenue Patwari (personal account) ke roop me mera uddeshya Kisan aur Sarkar ke beech ki doori kam karna aur Rajasav niyam ki sahi, adhikarik aur practical jankari dena hai. Is channel par Girdaavari, Jamabandi, Rasta, Naamantaran, Batwara, Record aur Nakal, Khasra-Khatauni, Naksha, Seemankan, Seema Vivad, Atikraman, Viraasat, Vasiyat, Lagan, Rajस्व Vasooli, Court Case Report, Prashasanik Jaanch, Survey aur Bhumi Abhilekh Update jaise vishayon par jankari di jaati hai. Content khas taur par Kisan, Bhoomi Malik aur Aam Nagrikon ke liye banaya gaya hai taaki galat jankari, dalalon aur bekaar chakkaron se bachaya ja sake. Yahan sirf niyam ke daayre me rehkar zameeni sachchai batayi jaati hai. Koi jhootha vaada nahi aur na hi “jugaad se sab ho jaayega” wali soch. Channel ka uddeshya kanoon ko samajhna, sahi prakriya apnana aur sahi margdarshan dena hai. Yeh page sirf general information aur guidance ke liye hai; personal cases me sambandhit karyalay aur vidhi prakriya anivarya hai.
View on mobile